Toba karty raho or ALLAH ko yaad karty raho.

Hadees Nabvi S.A.W

Nabi Pak S.A.W ne farmaya : Adam ka har beta khata kaar hai. or behtareen khatakaar wo hai jo toba karne wala hai.
Matlab jo shaks toba kar k mafi mang lay beshak ALLAH pak usko maaf farma de ga.



Post a Comment

0 Comments